What is CNC Job? | CNC Manufacturing Classes | Vikas rana kaushal hindi
Aapne bhi kabhi na kabhi socha hoga — “Sir CNC join karoon kya?” “Sir paisa kitna milega?” “Sir 12th pass hoon, kya future hai?” Agar ye sab sawal aapke dimaag mein ghoom rahe hain to ye video aapke liye hai.
CNC field ek aisi duniya hai jahan par machine aur insaan dono milke kamaal karte hain. Yahan pe kaam simple nahi, lekin agar aapko machinery, accuracy aur design mein interest hai to yeh duniya aapke liye hai. CNC Machinist ek expert hota hai jo high-tech CNC machines ko chalata hai – jo steel, aluminium, plastic aur kai aur materials ko precise size mein cut karti hain.
CNC kaam sirf button dabana nahi hota – aapko blueprint samajhna, math aur drawing ki knowledge use karni padti hai, aur programming bhi seekhni padti hai. Lekin tension mat lo – aaj ki video mein hum ye sab simple words mein explain karenge.
Aap jaanenge ki CNC machines kaise kaam karti hain, kis tarah ke machinist bante hain, aur kis level tak salary mil sakti hai. Aapko ye bhi pata chalega ke CNC turning, milling, plasma cutting, laser cutting aur even 3D printing ka future kya hai.
Aur sabse important – agar aap 10th ya 12th pass hain to kya aap is field mein growth kar sakte hain? Bilkul! Bas dedication chahiye aur sahi training – jiska solution maine bhi diya hai ek beginner-friendly course ke through.
To agar aap job chahte hain, hands-on kaam pasand hai, aur future secure banana chahte hain – to CNC machining field definitely try karne layak hai.
Is video ko end tak zaroor dekhein, aapka confusion 100% clear ho jayega!
👉 मेरे सभी Manufacturing Courses देखने के लिए नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करें:
https://www.mechveda.com/s/store
📘 Facebook Page:
https://www.facebook.com/profile.php?id=61577814131737
📲 मेरे WhatsApp Channel से जुड़ें – ताकि आपको नए courses, updates और free tips की जानकारी मिलती रहे:
https://whatsapp.com/channel/0029Vb6BowoADTO8awXAqG3c
📷 Instagram पर फॉलो करें:
https://www.instagram.com/vikasranakaushal_1/profilecard/?igsh=MTBsbndvcnNwdjV3Zw==
👥 मेरी Telegram Community का हिस्सा बनें
https://t.me/mechveda
📩 अगर आपको किसी भी course से जुड़ा सवाल पूछना है, तो मुझे email करें:
me*******@***il.com
या फिर सीधा WhatsApp पर message करें:
📞 +91 99154 84921
Thanks for Watching
Vikas Rana Kaushal
#CNCmachining, #MechanicalEngineer, #automanufacturing
source





